Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLucky Ali
HomeLucky Ali
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa bhi jaa aa bhi jaa ae subaah aa bhi jaa aa bhi jaa aa bhi jaa ae subaah aa bhi jaa raat ko kar vida dilruba aa bhi jaa aa bhi jaa aa bhi jaa ae subaah aa bhi jaa aa bhi jaa aa bhi jaa ae subaah aa bhi jaa raat ko kar vida dilruba aa bhi jaa aa bhi jaa aa bhi jaa ae subaah aa bhi jaa mere mere dil ke paagalpan ki aur seema kya hai yun to tu hai meri chhaaya tujh mein aur tera kya hai main hoon gagan tu hai zameen adhoori si mere bina raat ko kar vida dilruba aa bhi jaa aa bhi jaa aa bhi jaa ae subaah aa bhi jaa aa bhi jaa aa bhi jaa ae subaah aa bhi jaa dekhoon chaahe jisko kuch kuch tujhsa dikhta kyun hai jaanoon jaanoon na main tera mera rishta kyun hai kaise kahoon kitna bechain hai dil mera tere bina raat ko kar vida dilruba aa bhi jaa aa bhi jaa aa bhi jaa ae subaah aa bhi jaa aa bhi jaa aa bhi jaa ae subaah aa bhi jaa
aao tumhen ek nayi baat bataaun main aao tumhen ek nayi baat bataaun main saaz bajaaye mausam aur geet sunaun main aao tumhen ek nayi baat bataaun main saaz bajaaye mausam aur geet sunaun main aao tumhen ek nayi baat bataaun main dharti bheege baahon mein baadal ke patte gaaye rasten mein peepal ke panchhi bhanware titali aur hawaayen apni apni dhun mein sab gaaye inko sur inko taal inko geet kisne sikhaaye aao tumhen ek nayi baat bataaun main saaz bajaaye mausam aur geet sunaun main aao tumhen ek nayi baat bataaun main girti uthati dil mein jo lehren hain inn mein hi to geeton ke thehre hain aage peechhe jitna ye jeevan hai meri teri saanson ka aangan hai roz hi subah nayi raah nayi sooraj dikhaye aao tumhen ek nayi baat bataaun main saaz bajaaye mausam aur geet sunaun main hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
ghar ko main nikla tanha akela saath mere kaun hai yaar hai mera jo bhi karna tha kar aa gaya main pyaar ko hi maan ke chalte jaanaaaaaa dekha hai aisi bhi kisi ko aise hi apne bhi dil mein basaaye huye kuchh iraade hain dil ke kisi kone mein bhi kuchh aise hi waade hain unko liye jab hum chale nazaaren bhi hum se mileeee hoooo ooooooo oooooo dekha hai aisi bhi kisi ko aise hi hanste hansaate yun sab ko manaate hum jaayenge barson ki doori ko mil ke hum saath mitaayenge pyaar rahe unke liye jo dhundhe wo unko mileeeee hoooo ooooooo oooooo thoda sa garaj hai thodi si samajh hai chaahton ke daayre mein rukna faraz hai koi kehta hai ke ghar aa gaya hai aarzoo bhi arz hai phadte jaana dekha hai aisi bhi kisi ko aise hi dil ke jharokhon mein ab bhi muhabbat ke saayen hain reh jaaye jo baad mein bhi humare wafaayen hain inn ke liye ab tak chale hazaaron mein hum bhi mile hoooo ooooooo oooooo dekha hai aisi bhi kisi ko aise hi
dil aise naa samjhna ke tu hai akela mushkil mod sahi hum rahe the kabhi na kabhi yahaan par thodi der aur sahi iss pal aayen hain phir kab jaayenge kehne sunne aaye the samjh ke jaayengeeee mera naa koi hai pata iss jagah par yun to hai mera ye jahaan laaya kya maine kab mera hai yahaan par shaayad ho pehle se basta basas yahaan agar bhi thehra hai abhi kehkashaan par phaila hai dekho yahaan wahaaaaan mil ke barastaa ye chala hai jahaan par issi ki marzi hai ho tum aur hum bhi yahaan jab nahin tha jahaan tab se hi koi yahaan to dil kyun na mil ke rahen waqt rahe naa sadaa yun guzar jaayega dil ek saaye mein mil reh jaayengi yaaden do baaten jab chala jaayega chala jaayega sunne waale ne kehne waale ko wo baaten sunaayi samjhane waalon ko taare bhi kaise timtimaate raaton mein koi naa tanha hai wahaan chale hi jaate hain ye dil ko lubhaa ke inhin ke jaate hi aaye savera yahaan dil aise naa samjhna ke tu hai akela mushkil mod nahin
gori teri aankhen kahen raat bhar soyi nahin chanda dekhe chhup ke kahin aur taare jaante hain sabhi ke kisne dil le liya kis ko dil de diya ye dil ka lagaana koi jaanta nahin gori teri aankhen kahen raat bhar soyi nahin dil mein teri yaad basi tu samjhega nahin aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa jo hai mere paas hai tera mera kuchh nahin kyun ankhiyaan chhupaun kyun tujhko sataarun dil tod ke tera main kya paaun bol piya bol piya bol piya bol piya bol piya bol saajan teri baaten badi raat bhar soyi nahin chanda ne bhi dekha nahin aur taaron ko ye maaloom nahin ke maine tujhe dil diya tera dil le liya mera tu hi hai bahaana kyun maanta nahin saajan teri baaten badi raat bhar soyi nahin aate jaate mausam jaise lagte the sabhi aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa humne bhi to maanga rabb se apna bhi koi duniyaa se bachaaun palkon mein chhupaun dil jeet ke tera sab ko bataaun sun gori sun gori sun gori sun gori sun gori sunnnnnn gori teri aankhen
hai khuda hafiz hai khuda hafiz shukriya meharbani shukriya meharbani pal do pal kya mile pal do pal kya mile mil gayi pareshaani anjaana anjaani begaana begaana begaani begaana begaana begaani anjaana anjaani uo uo uu ho hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hooo hooo hoo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo uuo hooooo hooo uuo hooooo uuoo ooo ghoomte phirte milte hain milte hain milke saath wo chalte hain chalte hain dostana naya naya naya rahein wahi puraani anjaana anjaani hai khuda hafiz shukriya meharbani shukriya meharbani pal do pal kya mile pal do pal kya mile mil gayi pareshaani anjaana anjaani begaana begaana begaani begaana begaana begaani anjaana anjaani hai khuda hafiz kal mile na mile sochna hai kya shor mein abhi kuchh bolna hai kya ye jo pal hain wo apne hain ruk ja zara o deewaani anjaana anjaani hai khuda hafiz shukriya meharbani shukriya meharbani pal do pal kya mile pal do pal kya mile mil gayi pareshaani anjaana anjaani begaana begaana
ik pal ka jeena phir to hai jaana tauhfa kya le ke jaaiye dil ye bataana ik pal ka jeena phir to hai jaana tauhfa kya le ke jaaiye dil ye bataana khaali haath aaye the hum khaali haath jaayenge bas pyaar ke do meethe bol jhilmilayenge to hans kyun ki duniya ko hai hasana aye mere dil tu gaaye jaa ae aaye aao aaye aa aye mere dil tu gaaye jaa ae aaye aao aaye aa hooooo aankhon mein dilbar ka sapna bhi hai haan koi sapna bhi hai hooo duniya mein mera koi apna bhi hai haan koi apna bhi hai ik chehra khaas hai jo dil ke paas hai honton pe pyaas hai milne ki aas hai dilbaron ka magar kahan koi thikana aye mere dil tu gaaye jaa ae aaye aao aaye aa aye mere dil tu gaaye jaa ae aaye aao aaye aa hooo jeevan khushiyon ka ek jhonka sa hai haan koi jhonka sa hai hooo aur ye jhonka ik dhoka sa hai haan koi dhoka sa hai ye kaisi hai khushi jal jal ke jo bujhi bujh bujh ke jo jali milke bhi na mili doston par kisi haal mein na ghabaraana aye mere dil tu gaaye jaa ae aaye aao aaye
jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi raasten hi raasten hai kaisa hai yeh safar dhoondti hai jisko nazren jaane hai woh kidhar jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi bechehra sa koi sapna hai woh kahin nahin hai phir bhi apna hai woh aise mere andar shaamil hai woh main hoon behta dariyaa saahil hai woh hai kahaan woh woh kidhar hai raasten kuchh to bata kaun sa uss ka nagar hai rehguzar kuchh to bata dhoondti hai jisko nazren jaane hai woh kidhar jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi suna sa hai mandir murat nahin khaali hai aaina surat nahin jeene ka jeevan mein kaaran to ho mehke kaise kaliyaan gulshan to ho shamma hai jo mujh mein
khoya hai tune jo aye dil wahi to rooh tha jaan tha khoya hai tune jo aye dil wahi to rooh tha jaan tha khoya hai tune jo aye dil wahi to rooh tha jaan tha thukraa diya maine jise kismat thi meri kudrat ne jo bakshi thi wo daulat thi meri thukraa diya maine jise kismat thi meri kudrat ne jo bakshi thi wo daulat thi meri khoya hai tune jo aye dil wahi to rooh tha jaan tha qaatil hoon main mujrim hoon main dushman khud apna jalta hoon main mujh mein meri jalti hai duniyaa qaatil hoon main mujrim hoon main dushman khud apna jalta hoon main mujh mein meri jalti hai duniyaa khoya hai tune jo aye dil wahi to rooh tha jaan tha khoya hai tune jo aye dil wahi to rooh tha jaan tha
mausam bhi yaar hai gulshan ghar baar hai barkha ka saath hai kaisi saugaat hai ab jaayen kab jaayen kaise bolo jinke saath dil lagta hai unke saath ho lo jaana kahaan tha humko kahaan hum chal diye chhoti chhoti hasraton mein hum ghul mil gaye soch ke kya nikle the ye kya hum kar gaye jo kehte wo nahin kar dena inmein reh gaye rabb ye jaane ab kya hoga rasta hai mushkil kiss chauhraahe pe kahde hai yaar dil mein armaan hain aise anjaam hain barson ka kaam hai lamhon pe naam hai phir se aayen jaise aayen bolo jinke saath dil lagta hai unke saath ho lo mitti ka bartan ho bartan mein ho sona sone ke bartan mein mitti aisa bhi ho na aasmaan agar chhat hai ye dharti bichhouna ambar ko de saaya to dharti ka kya kona rabb ye jaane kaisa hoga kehna hai mushkil hai uss paar bhi ghar baar yaar chehraa hizaab hai gehraa jawaab hai sach hai yaa khaab hai sab kaa hisaab hai ab kaise sab ko batlaaye bolo jinke saath dil lagta hai unke saath ho lo hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm
he aande ho van of ve ho ve ho he aande ho van of ve ho kyun chalti hai pawan kyun jhoome hai gagan kyun machalta hai mann na tum jaano na hum na tum jaano na hum kyun aati hai bahaar kyun lutta hai karaar kyun hota hai pyaar na tum jaano na hum na tum jaano na hum he aande ho van of ve ho ve ho he aande ho van of ve ho ye madhoshiyaan ye tanhaiyaan tasavur mein hain kiski parchaaiyaan ye bheega samaan umangein jawan mujhe ishq le ja raha hai kahan kyun gum hai har disha kyun hota hai nasha kyun aata hai mazaa na tum jaano na hum na tum jaano na hum dhadakta bhi hai tadapta bhi hai ye dil kyun achanak behakta bhi hai mehakta bhi hai chahakta bhi hai ye dil kya wafa ko samajhta bhi hai kyun milti hai nazar kyun hota hai asar kyun hoti hai sehar na tum jaano na hum na tum jaano na hum kyun chalti hai pawan kyun jhoome hai gagan kyun machalta hai mann na tum jaano na hum kyun aati hai bahaar kyun lutta hai karaar kyun hota hai pyaar na tum jaano na hum na tum jaano na
nahin rakhta dil mein kuchh rakhta hoon zubaan par samjhe naa apne bhi kabhi keh nahin sakta main kya sehtaa hoon chhupaa kar ik aisi aadat hai meri sabhi to hai jinse milta hoon sahi jo hai insen kehta hoon jo samjhata hoon maine dekha nahin rang dil aaya hai sirf add par ik aisi chaahat hai meri bahaaron ke ghere se laaya main dil sajaa kar ik aisi sohbat hai meri saaye mein chhaye rehta hoon aankhen bichhaye rehta hoon jinse miltaa hoon kitnon ko dekha hain humne yahaan kuchh seekha hai hum ne unse naya oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo pehle fursat thi ab hasrat hai samaa kar ik aisi uljhan hai meri khud chal ke ruktaa hoon jahaan jis jagah par ik aisi sarhad hai meri kehne se bhi main darta hoon apnon ki dhun mein rehta hoon kar kya sakta hoon de sakta hoon main thoda pyaar yahaan par jitni haisiyat hai meri reh jaaun sab ke dil mein dil ko basaa kar ik aisi niyat hai meri ho jaayen to bhi raazi hoon kho jaaun to main baaki hoon yun samjhataa
hmm hmm hmm hmmmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmm hoooo ooooo oooo ooooo shaam savere teri yaaden aati hain aa ke dil ko mere yun tadpaati hain o sanam mohabbat ki kasam hmmmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmm hoooo ooooo oooo ooooo mil ke bichhadnaa to dastoor ho gaya yaadon mein teri main jo door ho gaya o sanam inn yaadon ki kasam hmmmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmm hoooo ooooo oooo ooooo samjhe zamaana ke dil hai khilona jaana hai ab kya hai dil ka lagaana nazaron se ab naa hum ko giraana mar bhi gaye to bhool naa jaanaa aankhon mein basi ho par door ho kahin dil ke kareeb ho ye mujhko hai yakin o sanam tere pyaar ki kasam hmmmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmm hoooo ooooo oooo ooooo hmmmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmm hoooo ooooo oooo ooooo
oo ho ho ho ho hoo ohoo ohoo ho sare game pada nisey marchivesey that''s what we say sare game pada nisey marchivesey that''s what we say telusuko luck bakilo loss bakilo labour bakilo cherchuko bakti bakilo orp bakilo talent bakilo adi ani kalipi kattina pedda potla secrect of successs sare game pada nisey marchivesey that''s what we say e sangitham sontha geetham vedanalo puttina geetham to be a star we''ll show you how reach for the skies and never never give it up oo ho ho ho ho hoo ohoo ohoo ho oo ho ho ho ho hoo ohoo ohoo ho paate vijayaku rahasyamu pitta goda ekki ottimataladi prema lila lo patam kali lera adolescent age lo sukalenno korri dabbal enno tinnam kada ra tappaina daari lo vellam right ayina route kanukunnam mistakes are the secret of success memu paripoyaam lokaanedigaam aame kosame panilo paddam love is the secret of success sare game pada nisey marchivesey that''s what we say sare game pada nisey marchivesey that''s what we say sarigame
teri yaaden aati hain teri yaaden aati hain teri yaaden aati hain kuchh baaten aati hain dil mein talab hai lab pe taraana kisi ki talaash mein ye guzre zamaana kal hai kahaan do pal ka bahaana nahin tha yakeen hum huye to rawaana teri yaaden aati hain teri yaaden aati hain teri yaaden aati hain kuchh baaten aati hain duniyaa ke raaston mein ek hai zariyaa ek hai zariyaa kehta deewana ye sun to le dariyaa se jaa mili hai kitni hi nadiyaan kitni hi nadiyaan kehta deewana ye sun to le aisa samaa bhe naa dekha hai mausam ye behka aur mehka hai teri yaaden aati hain teri yaaden aati hain teri yaaden aati hain kuchh baaten aati hain teri yaaden aati hain teri yaaden aati hain teri yaaden aati hain kuchh baaten aati hain kahin rang mein dhala hai koi paimaana kahin aasmaan jhuka hai zameen hai sarhaana inhi raah se guzarte hum rozaana kis ka pata liye hum chale kis thikana teri yaaden aati hain teri yaaden aati hain teri yaaden aati hain kuchh baaten aati hain dil hai
tu dil ki khushi dil ki pyaas tu mere tan mein meri saans tu kami thi jo mujh mein wohi to mohabbat hai tu zindagi mein meri aasmaan ki inaayat hai tu dil ki khushi dil ki pyaas tu mere tan mein meri saans tu kami thi jo mujh mein wohi to mohabbat hai tu zindagi mein meri aasmaan ki inaayat hai tu uuu phir se nayi duniya bani mehke zameen tere kaaran pehle kahaan aisi thi main main hoon haseen tere kaaran nananana na na yeh sab jhoot hai main to hoon sada se ek paagal mera nahin kaam yeh tum khuda ki ho roshni zindagi mein meri aasmaan ki inaayat hai tu dil ki khushi dil ki pyaas tu mere tan mein meri saans tu kami thi jo mujh mein wohi to mohabbat hai tu zindagi mein meri aasmaan ki inaayat hai tu haa haa haa haa yun to wohi har rang hai har pal ka hai wohi mausam apna magar lagta hai ab teri tarha saara aalam na na na na pehle bhi aisa hi tha tu to tha hamesha mujh mein shaamil sadiyon se khoye the hum humko ab mile zindagi zindagi mein meri aasmaan ki inaayat
kahaan se tu aati hai kahaan ko tu jaati hai sapnon ko sajaati hai apnon ko le jaati hai baaghon mein jab behti hai kaanon mein kuchh kehti hai aati hai nazar nahin saanson mein tu rehti hai hawaa hai pawan hai vaayu hai purvaayi hai jeevan hai jaan hai yaa parchhaayi hai dene aayi hai yaa kuchh mere liye laayi hai poochhunga main kya tujhse kahaan se tu aayi tu kaun hai tu kaun hai tu kaun hai tu kaun hai tu jab chalti chalte baadal jhuk jaati to girte patte tu kehti to diye jalte phoolon ke dil dil se milte saagar ki lehron mein lehraati hai tu kal kal pattiyon ke paayal mein laate khan khan khatte khatte koi nahin aisa ik jhonka hai kuchh hai sach hai yaa tu ek dhoka hai tu kaun hai tu kaun hai tu kaun hai tu kaun hai kahaan se tu aati hai kahaan ko tu jaati hai sapnon ko sajaati hai apnon ko le jaati hai baaghon mein jab behti hai kaanon mein kuchh kehti hai aati hai nazar nahin saanson mein tu rehti hai tu kaun hai tu kauuuuun hai tu kaun hai tu kauuuuun hai
ye hai khayaalon mein yaadon mein baaton mein ghoom hai kahin tum ho wahiiiiii pyaar se jiss pe ye naam hai aaya tummm ho wahiiiiii ghoom ho kahinn har zamaa ne mein aate rahenge ye kyun inqaar kar pyaar ke saahil raah bataate hain kya jaise guzarte hain waise badalte hai din ho yaa raat mile aise bahaane se saara jahan badla tha neele gagan ke tale humne bhi taare gine achchhaa jo samjha kiye har ik chaahat ko raston mein chal ke kahin se guzar ke kahin pe sambhal ke aise kahin waise kahin nek iraadon mein sachche vaadon mein tummmm ho kahin ghoom ho kahinn baahon mein bhar laaye saare ishaare hain chalte kahin chalte yahinn aaj ka aalam hai maange to hum ko ye saara sansaar mile jaane kya chaahen wo humne to chaaha yahi saath guzar jaaye har ek lamha bhi aisa dildaar mile pyaar ki basti mein aise bhi raste yaar neele gagan ke tale humko sahaare mile kahin nazaare khile kai thikaane hain ek ho zamaane mein kya bura hai paane mein ye samjh ke jaayen to der naa ho
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Bhi Jaa Sur (The Melody of Life) (2002) 06:03 17934
 
Poster of Sur (The Melody of Life) (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
M M Keeravani
On Screen Actors- 
Lucky Ali, Gauri Karnik
Duration : 06:03   Song Number : 17934   

Aao Tumhen Ek Nayi Baat Bataaun Sur (The Melody of Life) (2002) 04:49 18050
 
Poster of Sur (The Melody of Life) (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Lucky Ali
On Screen Actors- 
Lucky Ali
Duration : 04:49   Song Number : 18050   

Dekha Hai Aise Bhi Lucky Ali 03:57 16790
 
Poster of Lucky Ali
 
Category
Indipop
Lyricist
Aslam Noor
Music Director- 
Lucky Ali
Singer- 
Lucky Ali
Duration : 03:57   Song Number : 16790   

Dil Aise Naa Samjhna Lucky Ali 05:24 16795
 
Poster of Lucky Ali
 
Category
Indipop
Lyricist
Aslam Noor
Music Director- 
Lucky Ali
Singer- 
Lucky Ali
Duration : 05:24   Song Number : 16795   

Gori Teri Aankhen Lucky Ali 04:56 16796
 
Poster of Lucky Ali
 
Category
Indipop
Lyricist
Aslam Noor
Music Director- 
Lucky Ali
Singer- 
Lucky Ali
Duration : 04:56   Song Number : 16796   

Hai Khuda Hafiz Yuva (2004) 04:57 18629
 
Poster of Yuva (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Vivek Oberoi, Kareena Kapoor
Duration : 04:57   Song Number : 18629   

Ik Pal Ka Jeena Kaho Naa Pyaar Hai (2000) 06:35 20576
 
Poster of Kaho Naa Pyaar Hai (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Vijay Akela
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lucky Ali
On Screen Actors- 
Amisha Patel, Hrithik Roshan
Duration : 06:35   Song Number : 20576   

Jaane Kya Dhoondta Hai Sur (The Melody of Life) (2002) 07:05 17880
 
Poster of Sur (The Melody of Life) (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Lucky Ali
On Screen Actors- 
Lucky Ali
Duration : 07:05   Song Number : 17880   

Khoya Hai Tune Jo Aye Dil Sur (The Melody of Life) (2002) 04:33 18052
 
Poster of Sur (The Melody of Life) (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Lucky Ali
On Screen Actors- 
Lucky Ali
Duration : 04:33   Song Number : 18052   

Mausam Lucky Ali 03:46 16865
 
Poster of Lucky Ali
 
Category
Indipop
Lyricist
Aslam Noor
Music Director- 
Lucky Ali
Singer- 
Lucky Ali
Duration : 03:46   Song Number : 16865   

Na Tum Jaano Na Hum Kaho Naa Pyaar Hai (2000) 06:31 21014
 
Poster of Kaho Naa Pyaar Hai (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Ibrahim Ashak
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lucky Ali, Ramya
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Amisha Patel
Duration : 06:31   Song Number : 21014   

Nahin Rakhta Dil Mein Kuchh Lucky Ali 04:23 16794
 
Poster of Lucky Ali
 
Category
Indipop
Lyricist
Aslam Noor
Music Director- 
Lucky Ali
Singer- 
Lucky Ali
Duration : 04:23   Song Number : 16794   

O Sanam Lucky Ali 03:44 16789
 
Poster of Lucky Ali
 
Category
Indipop
Lyricist
Aslam Noor
Music Director- 
Lucky Ali
Singer- 
Lucky Ali
Duration : 03:44   Song Number : 16789   

Sarigama Boys (2003) 06:11 10100
 
Poster of Boys (2003)
 
Category
Telugu
Year- 
2003
Lyricist
Vaali, Blaaze
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Sidharth, Genelia D'Souza
Duration : 06:11   Song Number : 10100   

Teri Yaadein Aati Hai Lucky Ali 04:11 16791
 
Poster of Lucky Ali
 
Category
Indipop
Lyricist
Aslam Noor
Music Director- 
Lucky Ali
Singer- 
Lucky Ali
Duration : 04:11   Song Number : 16791   

Tu Dil Ki Khushi Sur (The Melody Of Life) (2002) 06:38 14006
 
Poster of Sur (The Melody Of Life) (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Nida Fazli
Music Director- 
M M Keeravani
On Screen Actors- 
Lucky Ali, Gauri Karnik
Duration : 06:38   Song Number : 14006   

Tu Kaun Hai Lucky Ali 04:06 16792
 
Poster of Lucky Ali
 
Category
Indipop
Lyricist
Aslam Noor
Music Director- 
Lucky Ali
Singer- 
Lucky Ali
Duration : 04:06   Song Number : 16792   

Tum Ho Wohi Lucky Ali 05:27 16866
 
Poster of Lucky Ali
 
Category
Indipop
Lyricist
Aslam Noor
Music Director- 
Lucky Ali
Singer- 
Lucky Ali
Duration : 05:27   Song Number : 16866   
Karaoke Songs of lucky ali, Sad Songs of lucky ali, Love Songs of lucky ali, Dance Songs of lucky ali, Hip-hop songs of lucky ali, Best songs of lucky ali, Super hit songs of lucky ali, hit songs of lucky ali, duet songs of lucky ali, solo songs of lucky ali, old songs of lucky ali, famous songs of lucky ali, Hindi Karaoke Songs of lucky ali, Hindi Sad Songs of lucky ali, Hindi Love Songs of lucky ali, Hindi Dance Songs of lucky ali, Hindi Hip-hop songs of lucky ali, best Hindi songs of lucky ali, super hit Hindi songs of lucky ali, hit Hindi songs of lucky ali, duet Hindi songs of lucky ali, solo Hindi songs of lucky ali, old Hindi songs of lucky ali, famous Hindi songs of lucky ali, Sing Along Songs of lucky ali, Sing Along Sad Songs of lucky ali, Sing Along Love Songs of lucky ali, Sing Along Dance Songs of lucky ali, Sing Along Hip-hop songs of lucky ali, Sing Along Best songs of lucky ali, Sing Along Super hit songs of lucky ali, Sing Along hit songs of lucky ali, Sing Along duet songs of lucky ali, Sing Along solo songs of lucky ali, Sing Along old songs of lucky ali, Sing Along famous songs of lucky ali